~¤Akash¤~
Prime VIP
Kabhi rotay hain meray saath sisakte ansoo
or kabhi mujh pe yeh sanste hain garajte ansoo
kabhi yeh agg laga detay hain tan man main meray
meray daman pe jo gir jayain sulagte ansoo
kabhi jala ke mujhe khakh kiye detay hain
bohut satate hain mujh ko yeh jhulaste ansoo
kabhi ghut ghut ke meri ankh main reh jate hain
kabhi ankhoo se nikal jate hain machalte ansoo
woh sada khushiyon main dobay rahe kamaal magar
main ne barsaat main dekhay hain baraste ansoo