Main kisi aur ka hoon itna bata kar roya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Main kisi aur ka hoon itna bata kar roya
Wo mujhe mehndi lagay hath dikha kar roya

Mujhe anjaam-e- mohabbat nahi mäloom hargiz
Ye kaha aur mujhe seenay se laga kar roya

Jo mujhe zabt ki talqeen kiya karta tha
Wo zamänay ko mera haal suna kar roya

Aa
Usi lamhay mein wo sadiyoon ko sama kar roya…nsu ban kar nikal na jaun kahin, is Dar se
Apne ashkoon ko wo aankhoon mein chhupa kar roya

Wasl ka aakhri lamha jo muyassar tha Mujhe
 
Top