main jo thoda sa dekh aya to ye shoor kaisa hai...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
har koi peeta hai apne ansuon ko,
mai jo thoda sa pee aya to ye shoor kaisa hai....
...
har koi girta hai jindagi ki raho me,
main jo thoda sa ruk gaya to ye shoor kaisa hai.....
...
har koi hasta hai dusron ki bebasi par,
main jo khud hi me hans diya to ye shoor kaisa hai.....
...
har koi roota hai tanhaye me chupkar,
mai jo mahfill me roo diya to ye shor kaisa hai....
...
har koi marta hai pal pal iss jahan me,
main jo pal bhar me mar gaya to ye shoor kaisa hai...
...
har koi loot jata hai mohobbat ki khatir,
main jo thoda sa haar gaya to ye shoor kaisa hai...
...
ki har koi rakhta hai tasveer uski ankho me,
main jo thoda sa dekh aya to ye shoor kaisa hai...!!!
 
Top