Gujarte lamho me sadiyan talash karta hoon ye meri pyaas hai nadiyan talash karta hoon yahan to log ginte hai khubiyan apni main apne aap me kamiyan talash karta hoon