mai chahta bhi yahi tha ki wo bewafa nikle,,,,,,,,,,

~¤Akash¤~

Prime VIP
mai chahta bhi yahi tha ki wo bewafa nikle
use samajhne ka koi to silsila nikle
dil ki kitab ke panne palat kar dekh jara
na jane kaun sa panna muda hua nikle
jo dekhne me to bahot kareeb lagta hai
usi ke bare me socho to fasla nikle
mai chahta bhi yahi tha ki wo bewafa nikle,,,,,,,,,,
 
Top