mahobaat!

Husn tere nakhare hazar,
Per Zindagi ke din hai char,
Do guzare tujhe pane main,
Do guzare manane main!

Kya jiya puchata hun khuda se,
Khuda main kho gaya kahan,
Khuda bata meri zindagi hai kahan,
Toh Awaz ayi dil se,
Mahobaat hi zindagi hai bande mere!

Benam
======================================
Banda Majbure hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi hai fidarat main meri!


Mujhe to aadat hai, aapko yaad karne ki
agar hichki aaye to maaf karna ,
ye duniya wale bhi badhe ajib hote hai,
kabhi dur to kabhi kabhi dur to kabhi karib hote hai,
dard na batao to hume kayar kahte hai ,
aur dard batao to shyar kahte hai ,
ek mulakat karo humse inayat samajhkar
her chij ka hisab denge kayamat samajhkar,
meri dosti pe kabhi sak na karna
hum dosti bhi karte hai ibadat samjhkar
 

Attachments

  • Valentine_Day8.jpg
    Valentine_Day8.jpg
    20 KB · Views: 34
Top