Magr sab ka nahe karna,Muqadar phir muqadar hai,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wafa ruswa nahe karna,
Suno aisa nahe karna,
Main pehlay he akela hon,
Mujhe tanha nahe karna,Bohat massrrof ho jana,
Tou socha nahe karna,
Bharosa bi zaroori hai,
Magr sab ka nahe karna,Muqadar phir muqadar hai,
Kabi daawa nahe karna,
Jo likha hy wo hona hai,
Kabhi shikwa nahe karna,Meri takmeel tm se hai,
Mujhe aadha nahe karna,
Haqiqat hy milan apna,
Isay sapna nahe karna,Humain tm yaad rehti ho,
Humain bhoola nahe karna
 
Top