Magar ye shaks aaj bhi sirf unhi ka deewana hai.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hamare chehre pe muskurahat to ek bahana hai
gam nahi chehre pe, dil me gamo ka tarana hai.

Tanha hi is waqt me ab humko gujar jaana hai,
baate wo purani jhuthe pyar ka fasana hai.

Jhutha tha ya farebi tha ya bewfa tha pyar unka
magar ye shaks aaj bhi sirf unhi ka deewana hai.
 
Top