manzile bhi uski thi,rasta bhi uska tha. ek main akela tha, kafila bhi uska tha. saath-saath chalne ki soch bhi uski thi, fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha. aaj kyon akela hoon, dil sawal karta hai, log to uska the, kya khuda bhi...