manzile bhi uski thi,rasta bhi uska tha. ek main akela tha, kafila bhi uska tha. saath-saath chalne ki soch bhi uski thi, fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha. aaj kyon akela hoon, dil sawal karta hai, log to uska the, kya khuda bhi uska tha..?