log to usi ke the, kya khuda bhi uss ka tha....

~¤Akash¤~

Prime VIP
manzilen bhi uss ki thee,
rasta bhi ussk tha
ek mein akela tha, qaafila bhi uss ka tha

saath saath chalne ki soch bhi uss ki thi
phir rasta badalne ka fasila bhi uss ka tha

aaj mein kyun akela, dil sawaal karta hai
log to usi ke the, kya khuda bhi uss ka tha....
 
Top