Hanskar Wo Gum ki Saza dete hain, Zeher mein Thoda sa Pyar Mila dete hain. Jab bhi Naam Aata hai Unke Diwano ka, Log Meri Taraf Ungliyan Utha dete hain..!