Narazgi ki vajah toh puch liya karo, Duriya lakh humari bich par yaad toh kar liya karo, Mat rakho tum beshak har pal ki khabar humari, Lekin zinda hai tum bin ya mar gaye Yeh toh puch liya karo