Lekin tum ek baar meri majburi k halaat samajhna...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mujhe samajhna bhi hai to bas itna samajhna,
Bina chaand k sitaare samajhna,
Jo hansta hun to sirf dusron ko hansane ki liye,
Kyu rota hun tanhaai me ek baar samajhna,
Main to roz khwabon me mil leta hun tumse,
Karta nahi isiliye mulaqat samajhna,
Nahi rakhta main shouk satane ka kisi ko,
Par ho jata hai kai baar ye gunaah samajhna,
Jaanata hun ki main chahat nahi hun kisi ki,
Par tum chahat ho kisi ki ye saugaat samajhna,
Nahi rakhte hum dil me koi baat,
Lekin tum ek baar meri majburi k halaat samajhna...
 
Top