Lekin meri majburi ki ek wajah bhi hai...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tum se dur jane ki ek wajah bhi hai,
Tumhe bhula na pane ki ek wajah bhi hai,
Tere siwa koi sama na paya iss dil me,
Tere dil me samane ki ek wajah bhi hai,
Kuch keh bhi to nahi pata main tujhse,
Par mere chup rehne ki ek wajah bhi hai,
Majburi hai meri tujhse nahi mil pane ki,
Lekin meri majburi ki ek wajah bhi hai...
 
Top