Lagta hai aap badal gaye jo

Lagta hai aap badal gaye jo nazerein milana chod diya.
Khud ko kar ke begarat kyon hamara dill tod diya?
Khud se jyada chahte the app ko
Humari is chaht ko app ne ansaun main mod diya.
Dil tha Mohit Ka nazuk sa aap ne sheesha samaj kai thod diya.
 
Top