laga faraab wafa ka mamlaat mugha

~¤Akash¤~

Prime VIP
krar din ko,na hasil sakoon ki raat mugha

wo shakhs da gaya kasa gham e hayat mugha

na chand, na sitara, na titliyan, jugnoo

ye kasi aa pari dasht e junoo ma raat mugha

kahin suragh nhi syaa e rafakat ka

laga ha alam e tanhai apni zaat mugha

palat ka dakha na phir koe ishq ki janib

wo shakhs da gaya chahat ma asi maat mugha

wo kar ka ehad e wafa mugh sa chal diya Kusar

laga faraab wafa ka mamlaat mugha
 
Top