Laaj

Laaj Rakh Lii Hoti Meri Barbaad- E- Mohabbat Kii,
Kyun Aaj Boli Hii Laga Dali Tumne Meri Chahat Kii.

Teri Mohabbat Mein Iss Kadar Bikta Huun Main,
Kii Mujhe Khwahish Hii Nahii Kisi Keemat Kii.

Tu Bhi Bewafa Nahii, Main Ab Kya Kahun,
Ye Sab To Bas Haar Hai Meri Gurvat Kii.

Bekasooron Ko Jo Tabah Kar Deti Hai Tu,
Ye Bhi Ekk Baat Hai Teri Fitrat Kii.

Range Hina Tak La Naa Sake Tere Hathon Mein Hum,
Shayad Esi Hii Kahani Hai Hamari Kismat Kii.

Teri Aankhon Ke Jaam Peete Hii Farha,
Dil Ko Ab Hasrat Na Rahi Kisi Kausar-E-Jannat K
 

MAVERICK

Member
according to me..kausar e jannat refers to kausar which is in jannat..and kausar ikk jharna hai jehra ke jannat ch behnda hai...and its a very pretty scene..according to quran....but this is what i know..somebody with better knowledge is welcome to explain more...
 
Top