Kyun jeeta hai bhram main kisi ko paane ko...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Koi apna ban kar kisi aur ka kyun ho jaata hai
Hakeekat se milne par dil kyu tut jaata hai...
..
Kyun nahio milti khwabo ko manzil
Kyun hoti hain tanhaion se bhari mehfil
..
Kyun dard hota hai kisi k jaane se
Kyun lut jaati hai dunia kisi k bichadne se
..
Kyun aata hai yaad wo jo chala gaya
Kyun reh jaati hain yaadein satane k liye
..
Kyun nahi karta dil kabool hakeekat ko
Kyun jeeta hai bhram main kisi ko paane ko...!!!
 
Top