kyon pyaar karne ki hade hoti hain??

~¤Akash¤~

Prime VIP
kyon pyaar karne ki hade hoti hain??

kyon dil dene ki wajah hoti hai??

kyon jajbaton ko dabana padta hai??

kyon is dil ko samjhana padta hai??

kyon har dil ko ye mehsoos nahi hota??

kyon sabko ye majoor nahi hota??

kyon dil se dil nahi milta??

kyon pyaar ka phool nahi khilta??

kyon dil ke nagme dil nahi gaata??

dil me kya hai ye keh nahi paata??

kya dil dene ki yahi saza hai??

kya pyaar karne me yahi mazaa hai??
 
Top