kya se kya ho gaya main ye dekhta hun...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
khush rehna jiska andaaz tha,
usse ashkon ko kagaz par likhta dekhta hun,
...
jo har pal jeene ka hunar janta tha,
aaj usse har pal marte dekhta hun......
..
aaj jab zindagi ko jata or maut ko aata dekhta hun,
kya se kya ho gaya main ye dekhta hun...!!!
 
Top