~Guri_Gholia~
VIP
manjil bhi us ki thi, rasta bhi us ka tha
ek main akela tha, kafila bhi us ka tha
sath sath chalne ki soch bhi us ki thi,
phir rasta badlne ka fainsla bhi us ka tha
aj kyun akela hun, dil swal karta hai
log to us ke the, kya khuda bi us ka tha
ek main akela tha, kafila bhi us ka tha
sath sath chalne ki soch bhi us ki thi,
phir rasta badlne ka fainsla bhi us ka tha
aj kyun akela hun, dil swal karta hai
log to us ke the, kya khuda bi us ka tha