kya batayein labon se jo byaan ho hum aisi mohabat nahin kar

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo puchte hai iss dil mein kya humne chupa rakh hai,
Kya baatayen uska hi pyar daba rakh hai,..
.
Wo puchte hai kyu khamosh rehte hai lab hamare aise,..
Kya baatayein in labon pe rehte hai wo hamare,..
..
Wh puchte hai kyu nahin aankh hamari aansoo nahin bahaate..,
Kya batayein aankh mein wo rehte hai aansoon banke hamari,...
..
Wo kehte hai kyu hum chahat ka izhaar nahin karte..,
Ho jaye na wo ruswa na kahin hum is baat se hai darte,...
..
Wo puchte hai kyu hum koi dua nahin karte,..
Kya batayein hum unse jyada khuda ko nahin smajhte..,
..
Wo puchte hai hum unse kaisi chaht hai karte,..
kya batayein labon se jo byaan ho hum aisi mohabat nahin karte...!!!
 
Top