Kya aapko is jazbe par aitbaar hai???????????????????

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kahin khamoshi me bhi iqrar hai,
kahin kisika dil beqaraar hai,
jahin nigahon me intezaar hai,
kahin kinara kahin majhdaar hai,
kahin apni saanson ka koi aur haqdaar hai,
to kahin khud k dil me kisi anjaan k liye mohabbat beshumaar hai…………,,,,,,,,,,,,
aur shayad isi fasane ka naam to pyaar hai………
kya aapko is jazbe par aitbaar hai???????????????????
 
Top