kuch to maiN bhii bahut dil kaa kamzor huuN kuch muhabbat bh

~¤Akash¤~

Prime VIP
jaane kis des se dil meN aa jaate haiN chaaNdnii raat meN da

jaane kis des se dil meN aa jaate haiN
chaaNdnii raat meN dard ke kaarvaaN
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Waqt ek dariya hai, sab bah jayega ! Gar ulfat ka bahav ho ,

Waqt ek dariya hai, sab bah jayega !
Gar ulfat ka bahav ho , dard kaha tahar payega !!
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kuchh Baat Hai Ke Hasti Mit-ti Nahin Hamaari Sadion Raha Hai

Kuchh Baat Hai Ke Hasti Mit-ti Nahin Hamaari
Sadion Raha Hai Dushman Daur-e-Zamaan Hamaara
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Unaan-o-Misr-o-Roma Sab Mit Gaye Jahaan Se Ab Tak Magar Hai

Unaan-o-Misr-o-Roma Sab Mit Gaye Jahaan Se
Ab Tak Magar Hai Baaqi Naam-o-Nishaan Hamaara
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
wo aaye kabr par hamari, sath apne raqeeb ke ! koun kahta ha

wo aaye kabr par hamari, sath apne raqeeb ke !
koun kahta hai muslmano ko jalaya nahi jata !
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khwaab-o-Khayal ho gaye meri khushi ke din Kis aasre peh kaa

Khwaab-o-Khayal ho gaye meri khushi ke din
Kis aasre peh kaate koi zindagi ke din
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Usne hamari kabr par matam laga diya ! kabhi jikr bhi karti,

Usne hamari kabr par matam laga diya !
kabhi jikr bhi karti, to aaj zinda hote !
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo aakar meri kabr par jo pareshan ho raha tha ! Apni maut p

Wo aakar meri kabr par jo pareshan ho raha tha !
Apni maut par mujhe gumaan ho raha tha !
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
hamko ma'aloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush ra

hamko ma'aloom hai jannat ki haqeeqat lekin

dil ke KHush rakhne ko, 'GHalib' yeh KHayaal achcha hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada koee batao

na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada

koee batao ki woh shoKH-e-tund_KHoo kya hai?
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
chaahaton ke safar mein aur bhi chaahatein huyi.... hr chaah

chaahaton ke safar mein aur bhi chaahatein huyi....
hr chaahat kamzor lagi.......teri chaahat ke siwa............
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
abhee yo khushk bohot hay mausam barish ho to sochain gay hu

abhee yo khushk bohot hay mausam barish ho to sochain gay
hum nay apnay armanon ko kis mitti may bona hay...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dil ko aaNkhoN ne fasaaya kya magar ye bhee halqe haiN tumh

dil ko aaNkhoN ne fasaaya kya magar

ye bhee halqe haiN tumhaare daam ke
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
taa phir na intezaar meiN neeNd aaye 'umr bhar aane ka 'aha

taa phir na intezaar meiN neeNd aaye 'umr bhar

aane ka 'ahad kar gaye aaye jo KHwaab meiN
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Is kadar hamare pyar ka imtehaan na lijiye, kyu hai hamse ka

Is kadar hamare pyar ka imtehaan na lijiye, kyu hai hamse kafa ye bayan to kejiye, kar dijeye maaf agar ho gayi koi khata, yun khamosh rehkar hame saja na dijiye.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
muhabbat me.n nahii.n hai farq jiine aur marane kaa usii ko

muhabbat me.n nahii.n hai farq jiine aur marane kaa
usii ko dekh kar jiite hai.n jis kaafir pe dam nikale
 
Top