kuch maangna nai aata....!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP

Tujhe chahte hain be inteha..

par chahna nai aata,

ye kaisi mohabbat hai k..

humain kehna nai aata,

zindagi mein aa jao..

humari zindagi ban kr,

k tere bin hamain..

zinda rehna nai aata,

her pal tujhe bus tujhe..

duaon main maangte hain,

kya karein k tumhare siwa..

kuch maangna nai aata....!!
!
 
Top