kuch bhi nahi ..!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mere in hathon ki chahe to talashi le lo..
mere in hathon main lakeero ke siwa kuch bhi nahi.......
ya khuda ab ke ye kis rang main aayi hain bahar......
zard hi zard hain pedo par hara kuch bhi nahi.....
dil bhi ek zidd par adha hain kisi bacche ki tarah........
ya to sab kuch isse chahiye ya kuch bhi nahi........
zindagi tune lahoo leke diya kya hain....kuch bhi nahi..........
tere daaman main mere vaaste hain kya ...
kuch bhi nahi ..!
 
Top