kuch bhi bacha na kahne ko har baat ho gayi, aao kahi sharab piye raat ho gayi; naksha utha ke koi naya shahar dhoondhiye ab to is shahar mai sabse mulakat ho gayi.