Kon deta hai umar bhar ka sahara aye

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kon deta hai umar bhar ka sahara aye
log to janaze mein bhi kandhey badaltey rahtey hain....
/
/
kusoor nahi is mein kuch bhi tumhara '
hamari chahat hi itni thi ki tumhen guroor ho gaya!!
/
/
Tera na ho saka to mar Jaunga
Kitna khubsurat wo Jhoot bolta tha
 
Top