Koi zakham nahi, na koi dard hai

Koi zakham nahi, na koi dard hai
bass eik khamoshi see iss dil mein hai
kuch diya bi nahi, tho kuch koya bhi nahi
bass eik adhoorapan iss dil mein hai
na kuch kehnay ko hai na sune ko
sawal bi mann may nahi, karne ko
bhulana ko kya, koi yaad bi nahi
bass eik baychani si iss dilmein hai kahi
chaand say kya kahu, koi andhera bi nahi
na din ki talaash hai, na roshni ki kami
gham, udaasi, koi Aansoobi nahi
pir iss dil ko kiss cheez ki hai kami?




By-Unknown
 
Top