koi ye kaise bataye ki wo tanha kyu hai,wo jo apna tha wahi

~¤Akash¤~

Prime VIP
koi ye kaise bataye ki wo tanha kyu hai,wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyu hai,yehi duniya hai to aisi ye duniya kyu hai,yehi hota hai to akhir yehi hota kyu hai...dil-e-barbaad se nikla nhi ab tak koi ek lutte ghar pe diya karta hai dastak koi, aas jo toot gayi fir se bandhata kyu hai.....ek zara haath bada de to pakadlen daman uske seene main sama jaye hamari dhadkan itni kurbat hai hai to fasla itna kyu hai.
 
Top