Kiya intzaar maine kaafi, ke Mile agar koi saathi badal denge Duniya ko hum nai raah banaenge har kadam, Khatm hua intzaar jab namon nishan na the raah ke kadamon ke tale, aur hum the............ khud apne ko badal chuke.