kis baat pe rota hai kis baat par siskta hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
kis baat pe rota hai kis baat par siskta hai
na jane kia kho kar yeh machalta hai
jo hai paas mere woh aaj bhi bahut kam hai
mera khud ka dil mujhe lagta bahut sangdil hai
jeewan main jo paya tha wohi to khoya hai
phir dil ko kia dukh hai kis baat par aaj roya hai
jo milate hain jab woh bichad jate hain
kis liye apni yaadein aise tarha chor jate hain
ain yaadon ne hi to ais dil ko sataya hai
ain yaadon ki waja se aaj phir dil bhar aaya hai
 
Top