misalon mein shiddat bayan nahin kar sakta
kyonki pyar tujhe main kam nahi kar sakta
himalaya bhi dekhta hai, uthakar, sir apna
unchayi sab hain chhoti aage is asmaan ke
sagar bhi kahan duba sakta hai kisi ko
kinara nahi mila kisi ko, dube agar pyar mein