ki ajj apni nazar mai sharamsar main khara hoon!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Main shayar tha nahi banaya gaya hoon..
musafir tha jis rah ka us rah se hataya gaya hon,

jinhoon nae uthaya tha apni hi nazar se hame,
ajj unhi ki nazar se thukraya gaya hoon,

halat ka dosh haai na loogon ka sitam,
main too khud apni fitrat se mara gaya hoon,

jin se hume thee muhabbaton ki qurbatein,
ajj inhi k dil se mitaya gaya hoon,

nazar mein rakhte the jo loog subha-o-shaam hame
ajj unhi ki nazar se utara gaya hoon,

ki kitna bebas hai insan
ki ajj apni nazar mai sharamsar main khara hoon!!
 
Top