ki aaj ki raat ka safar bhi ab yun hi khawabo mein khatam ho

~¤Akash¤~

Prime VIP
sama jaaye unki dhadkan mein meri dhadkan kuch is tarah
bas ab to har pal unki saanson main gum hone ka mann hota hai ...
..
kai baar yun hi unko mehsus kiya hai maine apne aas pass
kya yeh sach hai ya mere vajood per unka yun hi asar hota hai ..
...
ek baar bhar lene de mujhay tumhe apni baahon main sanam
ki aaj ki raat ka safar bhi ab yun hi khawabo mein khatam hota hai...!!!
 
Top