Khwahisho'n Ka Kaffila Bhi Ajeeb Hi Hai...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khwahisho'n Ka Kaffila Bhi Ajeeb Hi Hai...

Aksar Wahi Se Guzarta Hai Jaha Raasta Nahi Hota!


Guzarte lamho mein sadiya talash karta hoon,Ye meri pyaas hai nadiya talash karta hoon,

Yahan to log ginate hai khoobiya apni,Main apne aap me kamiya talash karta hoon.
 
Top