khuda ko chahte itna to kuch bhu nahi jaata shayad

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi meharbaan tha kabhi anjaan tha
woh mera waham tha ya mera gumaan tha

dekar jakhm woh mujhe marham lagata tha
ban raha tha ya wakai wo nadan tha

mujhse bichad gaya woh ek raat
woh shakhs jo meri pehchaan tha

kaas woh ban jaata mera humdum
kitna dil ko is baat ka armaan tha

khuda ko chahte itna to kuch bhu nahi jaata shayad
par humne jis ko chaha woh ek insaan tha
 
Top