Khud se bhi mein ne pyar tumharay liye kiya Raatoon ko intiz

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khud se bhi mein ne pyar tumharay liye kiya
Raatoon ko intizaar tumharay liye kiya

Tanhaaiyuun se pyar tumharay liye kiya
Gham ko galay haar tumharay liye kiya

Tum laut kar na aaye kisi shaam ko magar
Har shaam intizaar tumharay liye kiya

Yeh Jaan kar duniya kisi ki nahi hui
Duniya pe aitbaar tumharay liye kiya
 
Top