Khayalon ko mere, nahi raasta nazar aata hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Lagta hai kabhi, ke paas aa rahay hain hum,
Aur ek pal mein sama badal sa jaata hai,
Kabhi baatein ho jaati hai kuchh aisi bhi,
Pal bhar mein armaan tak, badal sa jaata hai,
Taye karun kaisay, kya hoga anjaam'e'ishq,
Khayalon ko mere, nahi raasta nazar aata hai
 
Top