Kehnay ko

Justpunjabi

Lets_rock
[FONT=Arial,sans-serif]Kehnay ko us say mera koi waasta nahin magar woh shakhs mujhay bhoolta nahin darta hoon aankh kholoon to manzar badal naa jayey main jaag to raha hoon magar jaagta nahin aashaftagi say uski usay beywafa naa jaan aadat ki baat or hay dil ka bura nahin tanha udaas chaand ko samjho naa beykhabar har baat sun raha hay magar bolta nahin khamosh ratjagoon ka dhuwaan tha chahaar soo nikla kub aaftaab mujhay to pata nahin woh aankhain jheel see gehri to hain magar un main koi bhi aks meray naam ka nahin!![/FONT]
 
Top