Kay apni hi wafaon say bewafa kar do.........

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
unke khaton ko pani me dal kar aaye hai,
koi nikal kar padh na le unhe,
isliye pani me bhi aag laga kar aaye hai..

Kisi ki khatir Muhabat ki inteha kardo
Phr itna bhee nahi k uss ko Khuda kardo
Mat toot k chahoo kisi ko itna
Kay apni hi wafaon say bewafa kar do.........
 
Top