kaun jaane kab kahan sab khatam ho jaaye....!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
chahte hain jo hum kahan poora hota hai
dekhte hain jo sapna adhoora hota hai
vo jo kal tumhaare paas tha apna tha
aaj sochoge to lagega shayad sapna tha..
...
kab koun kaise juda ho jaye
kaun jaane kab kahan sab khatam ho jaaye..
..
charon tarf yahan bada hi andher hai
insaan ko badalne mein nahin lagte der hai
badalne se pehle gale se laga lo
soye hue armaanon ko jaga lo..
..
kab saare armaan chaknachoor ho jaaye
kaun jaane kab kahan sab khatam ho jaaye....!!!
 
Top