~¤Akash¤~
Prime VIP
khamoshiyo ko zuba kash hum de pate
to shayad aaj khud ko itna bebas na pate
aaj duniya jiski deewani hai
kash aaj hum use apna kahe pate
dil ke jasbato ko jo dikha diya hota unhe
to un pe hum sirf apna adhikar pate
kahena to bahut kuch chati thi KASHISH unse
kash us waqt hum itna sa hosla kar pate.........