kaha main nay k deewano ko samjhaya nahi kartay

~¤Akash¤~

Prime VIP
kaha us nay bharosa dil pe itna nahi karte
kaha main nay piyar main kabi socha nahi karte
kaha us nay bahut khush rang duniya k nazare hain
kaha mian nay k jab tm ho to hum kuch dekha nahi karte
kaha us nay k main tum se door hoon lakin tmhari hoon
kaha main nay k sapnay dil ko behlaya nahi karte
kaha us nay tmhari chahtein tmain ruswaian dein gi
kaha main nay shohrat se ghabraya nahi karte
kaha us nay samaj jao samjao aye meri jaan
kaha main nay k deewano ko samjhaya nahi kartay
 
Top