Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai

jassmehra

(---: JaSs MeHrA :---)
Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro daita hai aap hi apni baatoon par,
Aur phir khud ko hi hansaaya karta hai.
 
Top