| |||||||
|
|
| | ||
| | ||
| wo suke kapde mein lipti laash lagta hai kisi ujhre aashiq ki hai tabhi uske maut ke gam ka ik bhi aansu uske kaffan pe dikhayi nahi diya mehaz char kandhe hi le jaa rahe hai supard-e-khaak ke liye itfaak uske janaje mein ik bhi nam aankh leye dikhayi nahi diya kaise nehshit jindgi thi uski ke markar bhi aapni chahat ki deed na paa saka marne bale ne bhi kya khoob jaal bichaya tha use marke ke liye usiki mohabat ko uski kamzori ka khanzar bnaya tha koi bhi bachane ke liye aage na aaya pyar ke dushman sansar ne qatil ka kyaa khoob sath nibhaya tha qurban hoon main uski dil-lagi se pyar ki ik jhalak pane ke liye jaan hatheli par rakh kar aaya tha wahaan mazood har shaksh ko hath falaye paaya tha itfaak zalim har ek ne dua ki jgah shukriyaa khuda ko farmaya tha qatil ke swaal ka kya khoob jawab sunaya tha usne mout ko usi din bhool geya tha jis din se sath mohabat-e-khuda ka paaya hai kyaa khoob rounak thi uske nazeeb chehtre pe faraz aarso baad koi muraab poori hone ko aayi hai ..........................EKAM.................... .................... |