kabra ke bagal se lagayi hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aaj fir ishq ka daaman thamkar chalna chaha, aaj fir unhone bewafai ki hai.

Kyun husn ies baar fir hamsafar na ban paaya, jab zamane ne talwar uthayi hai.

Mein toh andhere mein hi khush tha, Ae khuda kyun ye subah banayi hai.

Aur jab khamosh ho raha hoon marne ke baad, toh kyun kabra meri uski kabra ke bagal se lagayi hai
 
Top