Na meri koi manzil he na kinara, Tanhai meri mehfil or yaaden mera sahara, us se bichad kar kuch u waqt guzra, kabhi zindagi ko tarse kabhi maut ko pukara.....