Sitam hi karna Jafa hi karna Nigaah-e-lutf kabhi na karna Tumhein Qasam hai Hamaare Sar ki Hamare Haq mai Kami na karna Kahan ka Aana kahan ka Jana Wo jante hi nahi ye Rasmein Wahan hai Waade ki bhi ye Surat Kabhi to karna kabhi na karna